Best ccc computer course in jaipur

 
Samyak compter course in jaipur

1.CCC kya hai
course on computer conceots hai yani aisa course jeese karne se computer ki basic knowledge milati hai.
 ccc other basic course  se alag hai kyoki ccc ek govt. certified computer course hai, Jise ek govt. sanstha Nielit ke davara run kiya jata hai, mai yaha ek confuse dur karna chahuga ki Nielit ccc or DOEACC dhono ek hi hai . Kyoki NIELIT ka purana nam DOEACC tha .

2. CCC course karne ke payade,
     CCC ka sabse pahla or important phayda ye hai ki iss corse ko karne se apako computer ki basic knowledge achi ho jati hai , jaise ki computer ko kaise operate karte hai , or microsoft office se kaise office work karte hai , Or internet kaise use karte hai ,
 yadi app govt jobs ke liye apply karna chahte hai tho aapke pas ccc certificat ya O   level course certificate hona jaruri hai, 

3.CCC course karne ki full process kya hai ,
    CCC course ko ap dho tarah se kr sakte hai, pahla direct or dusara Institute ke jariye . first method ke liye apako CCC ki site pe jakar apply karna hota hai , or iss method me apako 500rs/ online pay karne hote hai , lekin iss method me apako self study karke ccc exam ki taiyari karni hoti hai ,or bar bar CCC site per visit krke ccc exam ke admit card ke notification ka wait krna hota hai

 

CCC course ka dusra method institute ka jariye hota hai , iss method me kisi NIELIT certificate computer institute me ccc course join krna hota hai , lekin isme 590rs ke alava coaching fees bhi pay krni hoti hai, 

  CCC syllabus, 

  1. Introducation to computer 

  2. Introducation  to gui opreating system 

 3. Microsoft office world

 4. Microsoft office Excel

 5.Microsoft office power point 

 6. Computer communication and internet

Comments

Popular posts from this blog

Computer Course Telly Erp 9

RS-CIT course in jaipur